MERE NABI KA JO BHI DIWANA HO JAYE
Mere nabi ka jo bhi diwana ho jaye
Aashiq uska sara zamana ho jaye
Hafiz-e-quran ho jaye jis ghr paida
Barkat wala uska gharana ho jaye
Duniya walo kaisa hoga wo manzar
Taiba jis din mera jana ho jaye
Naat-e-nabi to padhta hun main bas yunhi
Bakhsish ka ye mera bahana ho jaye
मेरे नबी का जो भी दीवाना हो जाए।
आशिक़ उसका सारा ज़माना हो जाए।।
हाफ़िज़ -ए -क़ुरआन हो जाए जिस घर पैदा।
बरकत वाला उसका घराना हो जाए।।
दुनिया वालो कैसा होगा वो मंज़र।
तैबा जिस दिन मेरा जाना हो जाए।।
नात -ए -नबी तो पढता हूँ मैं बस यूँही।
बख़्शिश का ये मेरा बहाना हो जाए।।